Sunday, January 01, 2012

Tu hi Mera Armaan hai.

Milney ke liye aapsey dil mera bekarar hai Duniya mai subsey zayada hum may tum hi sey pyar hai Tere siwa kisi ko deakha na kabhi Saalo sey mujhe tera badha intezar hai Duniya mai sab sey zayada hum mai tum hi sey pyar hai Tu mujhe bhola na dena Tu hi mere armaan ha Rootti hai aakhein tujhe na deakh kar Nikalta hai in mai pani kuch soch kar Milney ke liye aapsey mera dil bekarar hai Duniya mai sab sey zayada humay tum hi sey pyar hai.

No comments: