Har din mai boonu dhar sare sapne,
apne khushaliya zindagi ke suffer mai
Ghumo or gao mai bhago mai, apne sapne pure hone ke khayal lato mai
Titliyaa bhi jhoome mere sath sath…
raho mai ayse shehar mai
jo har phoolo se ho bhara hova
haryalio se vo shehar ho bhara hova,
ke upper se mujhe per pate gire
saer karo mai dariya kinare , or socho mai aapne piya ki or
dil mera boley ke mujhe bohot kuch mai kehna
lekeen mere dil ko sune wala koi nahi hai
dil mere keh hai ke mai zindagi bar mai khushaliya jino
or yeh hasrat bhi meri rahi hai sada
per jina parta hai zindagi ke har rang mai,
kabhi pati ho apni zindagi ko dhar sare khushiya se bare hove,
ayse jaise mai jannat mai hon,
dil keh ta hai ke mai uhi khushiyo bare pal mai jiyo sada
per mann kehta hai ke phir chute na ye pal or khusiya mere daman se kabhi
or kuch pal mai hi na porja mere daman se
lakeen kabhi kabhi mai paati hoon aapne rote hove dil ko
jo chur hogata hai ilzami baat sey
yakeen nahi aata ke kahi sapna to nahi
phir bhi mujhe yaqeen hai ke ye haqikat hai.
Rakhti ho mai aapne dil ko pakad
Samhalti ho mai usko phool ki tarha…
ke tahi bikar na gai ek pal mai
Kabhi darsaari Khushi To Kabhi darsaae Ghum
in palo per meri aanke naam.